Mehndi Poetry
Tu dulhan bani ho or main aaon
Teri khushi pe jhoomon main gaaon
Teri mehndi ka rang,her rang se nirala ho
Terey chand se chehre per Subh ka ujala ho
Teri zindgi ka qissa itna ajeeb ho
Her shakis se acha tera naseeb ho
Dukh teri terf aaye to main cheen loon
Kabhi gum ke badil chaye to main cheen loon
Mery hoonton pe dua bus teri rahey gi
Mery dil main wafa bus teri rahey gi
Tera piyar laiker main mer jaoon
Tu dulhan bani ho or main aaon
Teri khushi pe jhoomon main gaaon
Teri mehndi ka rang,her rang se nirala ho
Terey chand se chehre per Subh ka ujala ho
Teri zindgi ka qissa itna ajeeb ho
Her shakis se acha tera naseeb ho
Dukh teri terf aaye to main cheen loon
Kabhi gum ke badil chaye to main cheen loon
Mery hoonton pe dua bus teri rahey gi
Mery dil main wafa bus teri rahey gi
Tera piyar laiker main mer jaoon
Tu dulhan bani ho or main aaon
Mehndi Poetry
No comments:
Post a Comment